-->

Four ways to make money online fast without investment


Online paisa kamane ke liye bhot se tarike hai.intaranet par paisa kamane ke liye ssab se important cheez hai woh hai traffic.jitne jyada viewers ayenge aapke site me itne hi jyada aapko paise milenge.

Real me online money earn karne ke 4 tarike hai :

1-Online teacher bano
2-google adsense se
3-Affiliate marketing se
4-Youtube se

1.Online teacher : Agar aap kisi kaam me expert hai to aap use online coaching start karke sabko sikha sakte hai.Aapko bhot se aise sites mil jayenge jaha pe aap registeration karke aap online coaching de sakte hai aur online paisa kama sakte hai.

Agar aap fashion expert hai,fitness expert hai,pet expert hai,finance expert hai relationship expert hai technology me expert hai to ye  sab aap online sabko sikha sakte hai.

Aapko coaching start karne ke liye videos best tarika hai aap videos ka use karke sabko achi tarah se sabkuch sikha sakte hai jo aap jante hai.aap online coaching start karne ke liye udemy use kar sakte hai wordpress bhi use kar sakte hai.

Aapko videos banane ke liye professional camera,video editing software,jese softwares ki jroorat padegi aur desktop ki screen record karne ke liye camtesia,camstudio,jese software use kar sakte hai.

2.Affiiate Marketing :

Affiliate marketing sabse best tarika hai online paisa earn karne ke liye iske liye aapko koi bhi investment karni nahi padegi na hi  kisi customer service se deal karni padegi.

Aapko bas karna itna hai ki aapko dusri site ka promotion karna hai jese ki amazone,flipkart aisi sites ke products ko aapko share karna hai aur un websites ki marketing karni hai jab koi aapne provide ki hai un link se koi kuch bhi purchase karega to aapko uska commision milega.Aapko unke products aapke website aur blog me share kar sakte hai waha se koi bhi kuch bhi purchase karega to aapko uska commision mil jayega.

Ye easy and sabse acha tarika hai online paisa kamane ke  liye.

Kese Affiliate Marketing work karta hai??


  • Sabse pehle aapko affiliate program me registration karna hoga.
  • Uske baad aapko product choose karna hai jo aap apne blog ya websites pe promote karna chahte hai.
  • Aapko ek special link milega (Affiliate Link) Jisse company ko pata chale ki aapki link pe kisne click kiya hai.
  • Ab aapko us link ko apke website ya blog me share karna hai.
  • Jab us link se koi bhi user koi product purchase karta hai to aapko

uska commision milega.

Wese to bhaot se affiliate programs hai jo hame unke products promote karne ke liye commision dete hai par india me 2 hai jo bhot famous hai amazone aur flipkart.

3.Google adsense :

Google adsense online paisa kamane ke liye sabse jyada use hone wala tool hai iska use karke hum online paisa kama sakte hai.

Google adsense use karne ke aapka apna website ya blog hona chahiye aapke website me google adsense adds show karega aur un adds pe koi click karta hai to hame uske paise milte hai.ye jyadatar log use karta hai online paisa kamane ke liye aapne bhot se aise website dekhe hoge jin me aapko sites ke top me ya post ke bich me adds chal rae hote hai to ye sab adds google adsense ka use karke lagaye hote hai aur uska use karke publisher bhot sa paisa kamate hai.

Google adsense me paisa kamane ke liye aapko sabse pehle adsense me registration karna padega aur usme aapko apne website ka link dena padega jab aapka adsense approve ho jayega to aapke website ya blog me adds show hona shuru ho jayenge.

Adsense ko approve karvana easy nahi hai uske liye aapko bhot mehnat karni padegi tab jakar aapko adsense me approval milega.

To read full article click here

4.Youtube :

Youtube bhi ek acha platform hai jaha se aap online paisa kama sakte hai.youtube me aapko ache videos post karne hai aur aapko un videos ko monetize karna padega tab jakar aapko uske paise milenge.

Kese videos ko monetize kare??


  • Aapko youtube pe ek channel create karna padega
  • Uspe ache videos ko post karna padega
  • Jab aapke videos ke views 10,000  ho jayenge tab aap apne videos ko monetize kar sakenge.
  • Aapko apne videos monetize karne ke liye adsense me account create karna padegaaur use apne youtube channel se link karna padega.
  • 2-3 din me aapko adsense me approval mil jayega uske baad aapke videos me adds aana shuru ho jayenge.Aapko un adds pe koi click krta hai to uske aapko paise milenge.
  • Youtube ko adsense se connect karne ke liye aapko mehnat nai karni padegi aap bhot jal hi adsense me approvalmil jayega youtube me adds show karne ke liye.

Agar aap youtube ke paisa kamane ke liye jyada janna chahte hai to Aap hamara full article padhe usme aapko sab samajh me aa jayega.

To read full article click here

LEAVE A COMMENT ()