-->

How to hide your blue tick in whatsapp in hindi



Whatsapp hamare liye aisa app hai jo hum roz use karte hai haal ke samay me whatsapp kisise bhi connect hone ke liye jyada use hota hai.iska use karke hum friends aur family members se contact me reh sakte hai woh bhi bina koi paise diye.

Whatsapp ka best part yeh hai ki ye bhot fast hai aur ye sabhi smartphone me kaam karta hai aur laptop aur pc me bhi ab whatsapp use kar sakte hai.

Aap haal me text message ya calling ke liye aap sab whatsapp ka hi use karte honge kyuki whatsapp free hai uska koi charge nahi hai aur ye bhot fast hai.

Aap whatsapp use karte hai par aapko shayad whatsapp ke sab features ke bare me pata nahi hoga.

Me aaj is article me ek aisi cheez btaunga jiska use karke aap apne whatsapp me blue tick ko hide kar sakenge.matlab ki aap ko koi bhi message karta hai to jab aap uska message padhte hai to use blue tick dikhai deta hai to aap ise hide kese kr sakte hai taki samne wale ko pata bhi na chale ki aapne unka message read kar liya hai aur blue tick bhi na aaye.

1.Whatsapp ko open kare aur setting me jaye.
2.Ab privacy pe click karke use open karle.



3Ab read receipts pe click karke use unmark karle.






It's all done ! Ab aapka last seen hide ho jayega.


LEAVE A COMMENT ()